thak gay kabsay siskiyaan dabatay
cheekh janay ko dil chahay hay ab
toot chukay hain ab to itni baar hum
phir chatakh janay ko dil chahay hay ab
fasla itna barh gaya tujh tak atay atay
kay wapis lot janay ko dil chahay hay ab
ghar bhi itni door nazar aata hay
kay gum hojanay ko dil chahay hay ab
by khamosh raat