HER KOI dil kee hathaylee pay hay sehra rakhay
kis ko sairaab karey woh, kissay piyasa rakhay
Hum ko accha nahi lagta hoi hum naam tera
Koi tujh sa ho toa phir naam bhee tujh sa rakhay
** Dil bhi pagal hay k uss sakhs say wabasta hay
jo kissi aur ka honay day, na apna rakhay **
yeh qanaat hay, itaa- Att hay k chahat hay faraz`
hum toa razee hain woh jis haal main jaisa rakhay