dil zat pat ki nokili shakh mein ja atka tha
dukh kai farsh pai ghira tha
kirchi kirchi hua tha
khirchiyon ko samaitnai mein
koi tukhra
ruh mein utra tha
jism-o-jan ko
zakhm laga tha
kuch toot gaya tha
dil zat pat ki…
dil zat pat ki nokili shakh mein ja atka tha
dukh kai farsh pai ghira tha
kirchi kirchi hua tha
khirchiyon ko samaitnai mein
koi tukhra
ruh mein utra tha
jism-o-jan ko
zakhm laga tha
kuch toot gaya tha
dil zat pat ki…