Re: dik bhi pagal hy k us shakash se wabasta hy
matlab 'dhobi ka kutta na ghar ka na ghaat' wala status ho jae
Re: dik bhi pagal hy k us shakash se wabasta hy
han bilkul vese dhubi ka kutta kerta kia hy
uska to dagha hona chaiay
Re: dik bhi pagal hy k us shakash se wabasta hy
jab aap ka apna dil hi pagal hai to kisi dosry ka kya qasoor
Re: dik bhi pagal hy k us shakash se wabasta hy
goyaa k:
**
mujhe Dar hai mujh meN Ghuroor aa na jaaye
laguuN jhoomne maiN, saruur aa na jaaye
kahiiN dil na meraa yeh ta’reef sun kar
tumhaaraa bane aur mujhe bhool jaaye?**
sach farmaayaa na? ![]()
Re: dik bhi pagal hy k us shakash se wabasta hy
Han ![]()
Is share ke jawab mae tu ek dam sahi fermaya hai berkuhdaar ney Adaaab ![]()
Re: dik bhi pagal hy k us shakash se wabasta hy
wa’laikum assalaam…barKhurdaar kisko bolaa? ![]()
Re: dik bhi pagal hy k us shakash se wabasta hy
App ko :D..wese berkhudaar betey ko khethey hai naaa:hmmm: