Re: Different words for death
Qafas-e-ansari kiyaa hota hai ?
Maut ki aghosh ya maut ki waadi ?
Uth jaana ya khatam ho jaana ?
NJV ?
Khuda ka wasal haasil hona. Haqueeqat aashkaar hona.
Dunya-e-faani ya daar-e-faani ?
Nehar ya’ni stream ? What does this mean ?
Main paani bharnay (dahi baichnay :)) say chooTi ? Ya’ni dunya ki mushaquat say chooTi ?
Others -
-
Aankhain band ho jaana.
-
Duniya sai munh phair layna.
-
Saana pooray ho jaana.
-
Waqt poora ho jana.
-
LuRhak jaana.
