Re: Difference B/W You and Me
Agarche but hain jamat ki aasteenoo mein Mujhay hai hukm-e-azan, La ilaha il-lallah.
Ye daor apnay Barhim ki talash mein hai Sanam kada hai jahan, La ilaha il-lallah.
Yeh Maal-O-Daulat-e-Duniya, yeh Rishta-O-pewand
Butaan-e-wehm-O-gumaaN, La Ilaha Il Allah