Re: Did Anything make you happy today?
Hum to serious hi rehtay hain to zahir hai post bhi serious hi kartay hain.
Achcha wo mazaq tha hum bhi na khuwah makha ka serious ho gay chacha jaan ki baat pay.
Chacha jaan ki barish main nahanay ki umar naheen rahi par mazaq ki umar rah gai hai. Funny na.
Kaheen ghalti na nikal saknay ko mazaq main to naheen chupa dia.