Dhoop Ho Chaon Ho ........

Dhoop ho chaon ho tum sath nibhaya karna
mere chehrey pay saa palko ka say karna

raah dekhon ga tumari main sar-e-sham yonhi
kabhi jai kabhi sar se aya karna

daant lehna sir-e-mehfil koi baat nahi
phir akely main gale laga kar manaya karna

jaan jaon ga main khushbu se tumari tum ko
tum pichay se meri ankhon ko cupaya karna

jagna chaho to rat bhar batein karna
nind Aa jaye to s eene per s ulaya karna.

kabhi eh bewafa tere ye wadey b the.

Re: Dhoop Ho Chaon Ho …

itna dukhi b na ho koi:hugz: