**
Announcer comes on the screen
Ladies and gentlemen, humain baray afsoos keh sath kehna par raha hai keh ab Rahul jin kay sath Anjuli nay dinner pe jana tha, woh ab is duniya se cha basay hain. Anjuli ka ab interval nahee aye gaa.
issi liye guzarish hai.. keh aap cinema booth say apna ticket wapis lay li jiye.. aur haan sath main agli movie ka half price coupon lena na bhooliye ga.!
Shukariya..!
**