Re: Dhoodh Wala
Hy larius
Re: Dhoodh Wala
Hy larius
Re: Dhoodh Wala
![]()
Re: Dhoodh Wala
ek aur doodhwaale par joke yaad aayaa:
Begam saaHiba: aaj phir tum der se doodh le kar aaye ho? yeh aaj kiuN der huii?
**Doodh waalaa: **mem saab, aaj munsipalty ke nalke meN paanii der se aayaa is liye der h0 gaii!![]()
Re: Dhoodh Wala
I remember this (its in punjabi but i’ll post in urdu)
Khareedar: Oye dhoodh waly: Aaj phir to ne doodh mein pani milaya?
Doodh wala: Nahi ji mein ne to doodh mein bilkul bhi pani nahi milaya :no:
Khareedar: Phir Pani mein dhoodh milaya hoga? ![]()
Doodh Wala: Nahi janab pani mein bhi dhoodh nahi milaya :no:
Khareedar: To phir doodh kiyon Patla hy?
Doodh Wala: Woh jo Janwaar ko garmi lagti hy na to woh buhat ziyada paani pe jaati hy or woh sara pani khud hi doodh mein mix ho jatay hy ![]()
![]()
Re: Dhoodh Wala
haha…
ab zamaana badal gayaa hai…doodhwaale hoshiyaar ho gaye haiN is liye Khareedaar poochhne lagaa hai k: “doodh-waale, aaj synthetic paint kitne paanii meN milaayaa hai?” ![]()
Re: Dhoodh Wala
lolz
code words ![]()
Re: Dhoodh Wala
You stole my joke ![]()
Re: Dhoodh Wala
abhii koii laRkii churaatii to itnaa na buraa maante…haN? ![]()
Re: Dhoodh Wala
Larkio ko tou haq hai ![]()
Larko ko dand hai ![]()