Dhoka

Saath dil kay chalay dil ko nahin roka hum ne,
Jo na apna tha usay toot kay Chaha hum ne.

Aik Dhokay mein aa kay kati umar humaree saree,
Kia bataein kisay paya kisay khoya humne.