Dharkan...

Meri Dharkano ki KITAB mein
Meri Chahaton kay hisaab Main
Woh jo Mehtab sa Shaks thaa
Meri Dharkano mein Sharik tha
Woh chalta rehta tha dour tak
…Mera hath tham kay hath mein
… Woh janay kesay chala gaya..???
Mujhay chor kay ussi khawab mein
Aaj bhi hai woh bassa huwa
Meray Dil ki BAND KITAB MEIN…!!!

http://a2.sphotos.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-ash3/551860_271954452915517_1587945805_n.jpg

Re: Dharkan…

:teary2: zaroor badmaza khana kha kha ke baghi hogaya hoga… dil ki kitab ki jaga kitchen main bund karna tha :snooty:

Re: Dharkan…

tu khud bna ly khana :@:

Re: Dharkan...

nehi khana bnana mrdon ki shan aan baan k khilaf wrzi hy

Re: Dharkan…

aur mostly chef men hi hoty hain :omg:

Re: Dharkan...

yehi tane bardasht nahin hue bechare se

Re: Dharkan…

wo to job krtey hn. gr main bnana nei.