dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho

[INDENT] ***kamosh zabaan ke lafzon meiN
kuch posheeda si batein haiN
in posheeda se baatooN maiN
kuch chahat ki baRsaateiN haiN
in baatooN ko hum mudat se
seenaY maiN chupaa’ey bethay haiN
kuch paa’ey bina kuch kho daina
ye payaaR maiN hum ne seekha hai
sooRaj maiN chaand sitaaRoon maiN
haR shay maiN tumhi ko dekha hai
dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR
saagaR ki taRha tum bethay ho
ye payaaR nahi tu tumhi kaho?
phiR payaaR kisay tum kahtey ho?


[/INDENT]

Re: dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho

Kya baat hey Koyal ji :k:…bohat arsey baad nazar aaeiN heiN…kahaN hoti heiN aaj kal? :@:

Re: dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho

nyc :k:

Re: dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho

Amal yeho pe hoti lakin time kam kam milta a nay ka :slight_smile:

Re: dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho

bohat achay :-)

Re: dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho


Spledned Choice Koyal ji:)

Re: dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho

buhat khoob :k:

Re: dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho

Hmmm... in other words.... waqt, waqt ki baat hey, hey na? :~)

Re: dhaRkaN maiN bhi nagma buN kaR saagaR ki taRha tum bethay ho

Good choice...v.nice