Introduction …
Naqsh faraydi hai
Naqsh faraydi hai
:)
Re: DewaN-e-Ghalib
Dekho yaar, abhi tum Atif Aslam ke gaane post ker rahay hotay to logoN kaa rush lug gayaa hotaa is thread main
Admi ko waqt ke saath chalna chaa'eeyay .. aap kahaan ghalib ke chakkar main pary hoo'ai hain
Nashq faryadi hai kis ki shokhi-e-tehreer ka **
**kagazi hai payraHan her paykar-e-tasveer ka
Second shair ....
TLK uncle old is gold na ![]()
lekin yeh to bataein aap gha;ib ke itnay kilaaf kyun hain
Re: DewaN-e-Ghalib
khoob hai :k:
bhai ye to batao ye ghalib ki apni bayan karda tashreeh kahan say mili? koi link hai?
Re: DewaN-e-Ghalib
Shah ji… main kia kahoun.. itni zabardast urdu to meri bhi nahee hai ![]()
par very nice .. Ghalib peh chah jao..! I mean tussi chah gaye..! ![]()
Keep up..! ![]()
ya chachu…yeh gherhay murday ukhar rahay hain ![]()
*To chacha Ghalib and confused Ghada ... Thanks
*
*Chacha and confused *
Re: DewaN-e-Ghalib
confused-chacha, you mean.
![]()
ishq nain nikamma kar diya ghalib
warna aadmi thy hum bhi kaam kay