a very nice ghazal from the album Desires by Jagjit Singh and Chitra Singh…was listening to it now…please feel free to post any ghazal you are listening now
**
Album: Desires
Singer: Jagjit Singh
Poet: Madan Pal
din aa gaye shabab ke aancha sambhaliye
hone lagi hai shahar mein hulchul sambhaliye
chaliye sambhal sambhal ke, kathin raah-e-ishq hai
naazook badhi hai aapki payal sambhaliye
saj dhaj ke aap nikale sar-e-rah khair ho
takra na jaaye aapka pagal sambhaliye
ghar se na jao door kisi ajnabee ke saath
barsenge zor shor se baadal sambhaliye
**
please also mention the album, singer, poet and as much details as possible so that if someone wants to listen as well…
This one is from Mehdi Hasan saab, a live program...very very nice ghazal
**
ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chor ke jaane ke liye aa
ab tak dil-e-khush fehmi ko hai tujhse ummeedein
ab tak dil-e-khush fehmi ko hai tujhse ummeedein...
yeh aakhri shammein bhi bujhaane ke liye aa
ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
ik umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuum
ik umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuum
ai rahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aa
ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
kuch to mere pindaar-e-muhabbat ka bharam rakh
kuch to mere pindaar-e-muhabbat ka bharam rakh
tuu bhi to kabhi mujh ko manane ke liye aa
ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
maana ki muhabbat ka chipana hai muhabbat
maana ki muhabbat ka chipana hai muhabbat
chupke se kisi roz jatane ke liye aa
ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
jaise tujhe aate hain na aane ke bahaane
jaise tujhe aate hain na aane ke bahaane
aise hi kisi roz na jaane ke liye aa
ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
11549.Khakee-WadaRaha
Wada Raha Wada Raha Wada Raha
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Chahe Tumhe Kis Kadar Mera Dil
Tumko Nahi Hai Pata
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Wada Raha
Dono Jahan Ko Bhoola Ho Main
Aisi Lagi Hai Tujhse Lagaan
Chahe Kaho Ise Awaargi
Chahe Kaho Ise Deewanapaan
Dil Ne Kaha Dil Ne Suna
Maine Tumhe Dilbar Chuna
Ab Dorriyan Naa Rahi Darmiyan
Kya Rang Layi Wafa
Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Dekha Tumhe To Aisa Laga
Mujhko Mila Hai Manzil Ka Pata
Chalna Hai Humko Ab Saath Mein
Tumse Juda Mera Raasta
Maine To Lee Hai Kasam
Paao Tumhe Janmo Janam
Sajde Kiye Maine Shaamo Saher
Maanga Hai Tumko Sada
Haan Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
wapis hoon ya na aap hamaray liay to same hi rahaingay na …heheb and taste was like cherry I guess…acha will be back have to go out to buy something like Roti and anday :D..nice to see u , tc, later…bye