**Aik dafa ka zikar hai ke meri aik dost ki behan ki shadi thi main ne os main shirkat ki aur jab hamin gali ke samny rikshey waley ny utara tu kaha ke is se agey rikshaw nahi ja sakta ham utar giey aur ghar ki tlash shuru ki ****ghar mil giya ke samney ke khali plat main koery ka aik bara dhair tha **pheli dafa itna kora iak jaga dekha khair agley sal os ki shadi thi meri doston ne mujh se pata pocha aur kaha tum hamrey sath chalo main ny kaha main dair se hi aon gi. nishani batati hon flan gali tak rikshaw wala puncha de ga andar jao gey seedhy hath murna kory ka dhair dosri manzil tak ja rha ahu ga bas os ke samny makan hai on ka. Next day jab mian puhnchi tu unhon ne mujhy ary hathon liya ke ham derh ghanty tak koery ka dheyr tlash kerty rahy aur akhir main saheli ki aammi ne nikal ker poch ayeh aap log chakar laga rahi hain kia kisii ka ghar nahi mil raha. Tu pata chala yeh unhi ka ghar hai aur kury ki jaga new shandar makan ban gioya hai ab mujhy kiya patta tha yeh kora phainkney ki jaga nahi thi 
