Re: Dekho Suno
hazrat wazan check karain , soolaa aanay pooora hai !
bhai saahab..ghazal maiN wazan kee haisiat saanwi ho jaati hai agar radeef aur qaafiye kaa hee fuqdaan ho jaaye....
beh'r ko kaun zaalim ro rahaa hai. tukk bandi bhee saheeh ho laikin ghazal kee taaNg tau naa toRo (ghazal is not a female/girl/aunty etc.)