Re: Dekho Suno
Prince Ali: be greatful.
Alhamdulillah :@:
Re: Dekho Suno
Prince Ali: be greatful.
Alhamdulillah :@:
Re: Dekho Suno
Phir khulaiN geY shayaateen Ramzaan kaY baa'd
Anu bahi bee ghaar jaaain gay aazaan kay baad
jab khulaiN geY shayaateen Ramzaan kaY baa'd
Re: Dekho Suno
Sharam tou paas se bhi nahi guzri. Itna bhi kya marna insaan ko.
sharam paas say guzri thi, laikin in tharkion nay seetiyan bajani shoroo kar deen
Re: Dekho Suno
bayta some times they can call the play off ! phir ghar jana paray gaa tun tun kartay !
dont worry, mere paas ek back up hota hai in a case :@:
Re: Dekho Suno
Uss ke bada tou nahi guzri na?
Re: Dekho Suno
Anu bahi bee ghaar jaaain gay aazaan kay baad ** jab khulaiN geY shayaateen Ramzaan kaY baa'd**
yeh matla' Ghair Murraddaf hai :)
iss ko acha naheeN samjhaa jaataa..
Re: Dekho Suno
sharam paas say guzri thi, laikin in tharkion nay seetiyan bajani shoroo kar deen
yeh kiya sharmeela Tegor kaa nick name hai.. Sharam?
Re: Dekho Suno
achey hein, im only a bacha ![]()
Re: Dekho Suno
achey hein, im only a bacha :LB:
Gohri aise tou nahi bhaagi.
Re: Dekho Suno
dont worry, mere paas ek back up hota hai in a case :@:
Bhoy dont trust on those china made stuff :) some times they just dont work !
Re: Dekho Suno
yeh matla' Ghair Murraddaf hai :)
iss ko acha naheeN samjhaa jaataa..
chalin tu yea karlain
HHL peeay gaa whiskey , sheezan kay baad
or khul ja'aay ga shayaateen Ramzaan kaY baa'd
Re: Dekho Suno
kiya horaha hai yaha
Re: Dekho Suno
matlaY kee soorat maiN yeh abhi bhee Ghair Murraddaf hai ![]()
Hum qaafiyaa honaa kaafi naheeN hotaa matlaY kaa ![]()
Re: Dekho Suno
Uss ke bada tou nahi guzri na?
uss kay baad kai daffa matak matak kay guzri hai
Re: Dekho Suno
chalin tu yea karlain
HHL peeay gaa whiskey , sheezan kay baad or khul ja'aay ga shayaateen Ramzaan kaY baa'd
:) Nahi bhai jaan, yeh zyaada sahi hai:
Aliyish ka number laga Pathan ke baad
Dekho Shaitaan khul gya Ramzan ke baad
Re: Dekho Suno
:hinna:
you guys dun even know the rules of a ghazal ![]()
Re: Dekho Suno
ufff yea laain !
Phir laahoo Apna he peenay lagay gaa yea insaaN
Phir khulaiN geY shayaateen Ramzaan kaY baa'd
Re: Dekho Suno
agar yeh matla’ hai tau abb tau qafiyaa hee naheeN hai..
Illegal sher ![]()
Re: Dekho Suno
hazrat wazan check karain , soolaa aanay pooora hai !
Re: Dekho Suno
Mayray Bahi , illegal kaam karnay kaaa apna hii maza hai
ask fraudia bahi !