Re: ~* Dekhay thay jo kabhi hum ne woh khwaab badal gaye hain *~
**Is raat ki tanhaeyoon ke sab rang badal gaye hain
Chaand nikla hai waise hi andheray badal gaye hain
Na badlay kabhi hum na badlay kabhi hamare khayalaat
Bas rona hai yehi kuch log badal gaye hain ...**
Zabardast Khush rahoo