Dekha jou ap ka andaze sharafat mai na
kartee houn basad adub kouch or nazar shair
Chaha tha un ko toout ka, so toot gaya dil
Rouei jou phoout phoout ka, tou choot gaya saath
Sub dekawa tha mouhabat ka werna
kabhe tou Gour say meri taraf dekha houta
chalis kilo say mein ho gaei usse kilo key
or wo kahtay hein,
ya kub howa , kesay howa
mouj ko tou khabar na hoei
Lambay jou bal tha gaz bahr kay
boy cut hein ab char baras say
lay a ay hein bhouloun key teen malla
meray leya wo eid kay toufay ka tour per
Zid hai ka laga lo issay apney choutea per
jub choutea na paei meray sir per tou wo boulay
kub howa kai say houwa ya sub
keyoun mouj kou khabar na hoei
kub ap nay boy cut kar leya itnay peyaray bal
un he ko dek kar mein ap per fida howa tha
naraz hein kahtay hein, bal apnay kata kar,
meri passand ka mazaq uraya hai, ap na