Khoon -e- dill behi pela kar dekh liya
Rang duniya ya behi dekh liya
Wafa kay badlay manga jo itbar
Badlay main har zakham taza kar kay dekh liya
Choora tha hum nay jis kay liya sub koo
Aj us nay hum sub ko choor diya
Wafa kay badlay day kar bay wafai ka ilzam
Zamanay kay samnay sharminda kar kay dekh liya
Taay baad kabhi phir itbar hoo ga kisi par
Ya nahi hoo sakta **Dilsay **pooch kar dekh liya