dehleez e samaa`at pe kisi waa`day ki aahutt

dehleez e samaaat pe kisi waaday ki aahutt
utray kay na utray…

ai ranj bhari shaam…

dukhtay huay dil par
koi aahista se aa kar
ik harf e tasalli tau rakhay phool ki maanind..!

Kiya baat hai zabardast

thanx a lot Dilsay....:)