Dehati..!

Aik dehati ki ghari kharaab ho jati hai, jab wo ghari kholta hai to usmein say aik mara huwa machar nikalta hai. Dehati ronay lagta ha. Jab aik aadmi nay us say pocha ..“kiyon ro rahay ho bhai?” to wo bola. "meri ghari ka driver mar gaya hai