MUGHAL ya mujhe afsar-e-shaahana banaaya hota
_.+._ ya mera taaj gadaayana banaaya hota
(^\/^\/^)
\@*@*@/ nashaa-e-ishq ka gar zarf diya tha mujh ko
{_____} umar ka tang na paimaana banaaya hota
Gham aur khushiyan hamain Khuda kae aur nazdeek ker daeti hain, hamain is baat ka yaqeen ho jata hai kae hamarae liyae jo rasta Khudawand kareem nae banaya hai, hamain sirif usi pae chalna hai aur ham apni merzi sae aik kadam idhar sae udhar nahin ker saktae.