Deewano se ye mat poocho...

*auron ko pilatey rehtey hain
aur khud peyaasey reh jatey hain
ye peeney waaley kya jaaney
paimaano pe kya guzari hai

maalik ne banaya insaan ko
insaan mohabbat kar betha
wo ooper betha kya jaanay
insaano pe kya guzari hai*