Deewana

Wauh Mayra Shair
Wauh Mayra Mughni
Wauh jiski batayn ajeeb si theen
Wauh jis k andaaz khusrwana thay
Aur adayain ghareeb si theen

Na pooch us ka kay wauh deewana
Gaye dinoan ka ujarr chuka hay

Wauh koh-e-kan tau nahi tha lekin
Mayri Khatir
Kari chitanoan say Larr chuka hay

Wauh mar chuka hay
aur
uska teesha
ussi kay seenay may Garr chuka hay

Re: Deewana

Classic :k: … can anyone tell me the name of the poet? :bummer:

Re: Deewana

Amazing :k: