Restored attachments:
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
Bhai Main ghar pay hi hon, Kisi ny galat khbar di hy Aapko..![]()
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
badi jaldi aa gae aur chale bhi gae.
Der se aana jaldi jana, ae sahib ye theek nahi
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
yeh b tou ho skta hai … dewwana bichara raat ko khambay gin reha hoon .. ![]()
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
haan ji taare ginn ne wale din to gae.. ab shehron main dhuhwen ki waja se taare nazar bhi nahi aate
Deewana abhi tak ghar nahin aaya
Sarkar NYC dp ![]()
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
ye kon parde main aaya hai.. welcome
Deewana abhi tak ghar nahin aaya
Sholly sarkar type ho gaya sarmad likhna tha
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
aap kis ki aatma hain ![]()
Deewana abhi tak ghar nahin aaya
Mai Khushbaash aatma hon ![]()
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
kahin aap gaaRhi Urdu bolne wali aatma to nahi?
Deewana abhi tak ghar nahin aaya
Hahahaha kyun competition karna hai Kia? ![]()
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
kis se competition karna hai aap ko?
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
Kabhi jab muddaton ke baad uska saamna hoga
Siwaye paas e adaab e mohabbat, aor kya hoga
Hai nisf e shab, wo deewana abhi tak ghar nahi aya
Kisi se chaandni raaton ka qissa chirh gaya hoga!
Hamare shauq ke aasooda o khush haal hone tak
Tumhare aariz o gaisu ka sauda ho chuka hoga
Abhi ik shor e haao hoo suna hai saar baano ne
wo paagal qaafilay ki zid mai peeche reh gaya hoga
Linking such a gem of a poetry with that crude pakistani movie song, such a blasphemy! ![]()
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
vo deevaana hii kia jo shaam Dhale ghar rahe! ![]()
Re: Deewana abhi tak ghar nahin aaya
I was looking for this comment
