Deevanoo ki si na baat kuray....tu aur kuray devana keya ......
http://www.gupistan.com/gallery/1/babyy11.jpg
kahuu.N kis se mai.n ke kyaa hai, shab-e-Gam burii balaa hai
mujhe kyaa buraa thaa maranaa agar ek baar hotaa
iss dill kay dareeda daman main, daykhoo tu sahi soochoo tu sahi
jiss jhooli main soo chaid hoovay, uss jhooli ka pahylaana keya…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
u look cute Amjad bahi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
DeewaanoN par
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/dixsi.gif
haNsi aa gai lolzz
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam’haa lam’haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub’ho Shaam kehnaa