***NAZAM
Ek baar tum ney muhbat ka izhaar kia hota
palkoon ko her shaam ashkbaar na kia hota
apney khwaboon k daam mujh say mang leatey
yun nelaam meary jzbaat ko sir-e-bazar na kia hota
khbar na thee k tu teemardaar nhe hey meara
ghuat ghuat k khud ko bemaar na kia hota
mearey dushman bohat thay azaab-e-zindgi main
gham hey teara dostoon main shumaar na kia hota
tum jo kehteay mujh say milney ka khwa hey raqeeb meara
tearee raah ko hum ney dushwaar na kia hota
sundeasa he bheaj deatey k fursat nhe hey’SHAH G’
dedaar-e-aakhir pay logoon ney intzaar na kia hota.