dedication to bheegi-naak

wo kabhi uchalti hain
kabhi phisalti hain
kabhi idher
kabhi udher
kabhi mere pass
kabhi tere pass
kabhi uper
kabhi neechay
bas gurzarti hain jahan say bhi
ek halchal paida karti hain
wo bhi bechari kya karein
sab saroon ko ek jahan tasavur karti hain

:blush:

WO-bheegi aur meri juwain:phati:

:sweetif:

chalo ab wah wah kaho:chai:

Re: dedication to bheegi-naak

:omg:

start par k i was like k kuch acha hoga but :vivo:

aiwen na badnaam karo mujhay juwoon mein meri koi shirakat nai :vivo:

i am saaf bachee :@:

meray nick say mat khelo mukka par jaey ga :grumpy:

:superman:

Re: dedication to bheegi-naak

wah wah wah wah - itee wah wah kafi hay ya aur?

Re: dedication to bheegi-naak

:mocking: bheegz what good can u expect from me:D

:snooty: mukay k ilawa diya kya hai

muncho aur plz:@: itni mehnat say sar pe kharish kar kar ke likhi hai

Re: dedication to bheegi-naak

WAH

wah

wah

waaaahhhhh

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah

alaaaaaaaaaaa

bohat khoob

kya poem hai

bohat khoob

dilchasb

:halo:

Re: dedication to bheegi-naak

^ apnay mun mian dabba na bano :snooty:

Re: dedication to bheegi-naak

:hehe:v good poem dabba

Re: dedication to bheegi-naak

Wah.. kya baat hai..:)

Re: dedication to bheegi-naak

:snooty: dabba nahi tareef ki hai

poem ka haq hai

:chai:

Re: dedication to bheegi-naak

lolx.. weldone k337 :)

keep it up.. aap baray hoker zarur Popular Merathi bano Ge.. :D

Re: dedication to bheegi-naak

:smiley: aww

:cb:

Re: dedication to bheegi-naak

idhar kya horha hai :ASA:

Re: dedication to bheegi-naak

waaaaaaaaah

waaaaaaaaaaaaah

wah
wah

wah

wah

:@:

Re: dedication to bheegi-naak

wah wah wah :D

:@:

Re: dedication to bheegi-naak

:D