Aaj apni Muhabat ko naya morr diya us ne,
**Mere liye baalon ko khula chorr diya us ne!
**
Pehle hansta tha main muh khol k,
**Ab to Aage wala hi daant torr diya us ne!
**
Us ne sargoshi ka kaha main betaab ho gaya,
**Kaan paas kiya to marorr diya us ne!
**
Sardiyan aaeen to laya maaltay mehboob k liye,
**Malta kha k chilka ankhon main nichor diya us ne!
**
Bewafai ki had b dikha di ik din us zalim ne,
Milne ghar gaya to pechay kutta chor diya usny..’