Munir
1
Main Tapptii hui Dophehar mein
Tanhai ki rahguzar pur
Bahot deer say khara huun
orr ye sochta huun
voh Lamhey kahan kho gae
jub khusbon kay Mausum mein
Bhiigi hawain chaltee thiin
chehron key gulaab khiltay they
Hum rooz tum say miltay they..
(lamhey post tu kerti raha karo kehan ghayab hogae ho?)
nice one munir
haan lamhay waqe hi kahan gayab ho gayi ho kafi der ho gayi nazar nahi ayi koi post nahi ayi tumhari kahan ho tum?
ta ta:)
zeen01
6
Nice Muneer :k: … Aapne likhi hai…?
Lamhay
10
Re: dedicated to my friend LAMHAY (KACHAY DHAGAY)

Thanks Munir … bataya tu hai sab… congrats bhi nahin kaha 
Mubaraki tu dey detay Ullu …lolzz
Lamhay
11
[QUOTE]
*Originally posted by Pyara sa doost: *
nice one munir
haan lamhay waqe hi kahan gayab ho gayi ho kafi der ho gayi nazar nahi ayi koi post nahi ayi tumhari kahan ho tum?
ta ta:)
[/QUOTE]
Im busy in Job :)
P.s : karti hoon dost ji :)
Munir
12
nahee na zeen mere naheen 
ok lamhay ji bohat bohat shukriya
:)