dedicated to Jiia and unky WOH

**Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Rooh ne chhu li jism ki khushboo tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi

Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Kab tak hosh sambhale koi
Hosh ude toh ud jaane do

Dil kab seedhi raah chala hai
Raah mude toh mud jaane do

Tere khayal me doob ke aksar achhi lagi tanhaai
Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Raat teri baahon me kate toh
Subah badi halki lagti hai

Aankh me rehne lage ho kya tum
Kyu chhalki chhalki lagti hai

Mujhko phir se chhu ke bolo
Meri kasam kya khaai

Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Rooh ne chhu li jism ki khushboo tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi…

http://sphotos-a.xx.fbcdn.net/hphotos-ash3/72392_453212424736672_1900087818_n.jpg

mA mA mA
**

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

:ASA: jiia kidhar hai

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

jiia apnay un k sath hai

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

phir theek hai. :)

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

waiting 4 wapsi of jiia

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

jiia kahan gum hai?

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

Jiiaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :cheer:

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

:ASA: jiia

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

thanks STA :hugz:
meri mushkil asan kerdi :hehe: post ker k
yi mera orr UNKA fav hy orr ham ajkal yehi sunte hein :blush:

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

Jiaa kahan thee? Missed you

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

:frowning: ab hun na :hugz:

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

**Ik Shakhs yun muje CHAHNE laga
Apni zaat ko bhi wo BHULANE laga

Naajane kya he mujh men jo bha gya use
**** Apni rooh men mujhe wo BASANE laga

Meri doori ko sah na pata tha wo
Rat to rat thi din bhi use SATANE laga

kahen bichr na jaon men us se kabi
Bas yehi Darr use boht RULANE laga

Tumhe pta he tum hi mera sab kuch ho?
Ro ro k ye Baat mujhe BATANE laga

Men uski chaht ko bhala kya nam don
Jo apni Jaan bhi mujh per LUTANE laga.**

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

**
Men uski chaht ko bhala kya nam don
Jo apni Jaan bhi mujh per LUTANE laga.

:(mujy acha nahi lagta jab vo kehta hy meri umer bhi tujy lag jae **

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

:@: that was too much exaggeration. :hehe:

Re: dedicated to Jiia and unky WOH

:o

:frowning: