Dedicated to Azad

**
Mai.n aik sher liko.nga tumharee aankho.n per
wo aik sher tujy laazawal kar dega
**

Re: Dedicated to Azad

[QUOTE]
Originally posted by AsSweetAs: *
*

Mai.n aik sher liko.nga tumharee aankho.n per
wo aik sher tujy laazawal kar dega
**
[/QUOTE]

kiya baat hai.....

Azad kay liya

Soontay ho tum jis raraha
Hamaray dill kee batain
Phir jis taraha tum hanstay hoo
Ahsas hoota hai ka tum is
Say guzar chookay hoo

by Dilsay

Allah kher kre!!! :confused:
ye sab kya chal raha hai bhi…

Azad finally got some admirers :stuck_out_tongue:

Re: Re: Dedicated to Azad

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

kiya baat hai.....
[/QUOTE]

thanx dilsay :)

aap ke dowaaiN ho to Allah khair he famaae ga…

aor jo kuch bhe chal raha hai aap k saamne hai.. :slight_smile:

Itts beautiful :flower2:

kuch na kuch chul zaroor raha hai.. :wink:

waisey nice shayir.. :k:

:)

Re: Dedicated to Azad

Thank you sweet … you are real shweeeeeeeeeeet :hug:

haiiiiii shairon kay intekhaab nay roswa kia mujhay

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Azad kay liya

Soontay ho tum jis raraha
Hamaray dill kee batain
Phir jis taraha tum hanstay hoo
Ahsas hoota hai ka tum is
Say guzar chookay hoo

by Dilsay
[/QUOTE]

kash aisa hota our hum dug dugi ke raah bhi guzar chukay hotay ;)

btw dilsay nice shair ... thanks

[QUOTE]
*Originally posted by guybrush: *

Azad finally got some admirers :P

[/QUOTE]

haan na qayamat ki nishani hay

bhai aik baat to batain … jab bhi daikhain aap ko jhappee panay ko jee karay … akhair yeh majraa kia hay???

kuch jalnay ki boo aa rahi hay :wink:

[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
:)
[/QUOTE]

haiiiii Chand chehra our uss pe musko'rana
rasta battaknay ko mila aaj phir naya bhana

(Azad)

aap aisay achanak na muskoraya karain :(

thanks for liking dear HeArT HaCKeR

waisey chal to kuch bhe nahi raha hai…

thanx for liking sher… :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
:)
[/QUOTE]

tum intna jo muskoraa rahy ho
kya ghum hai jis ko chupa rahy ho?