http://www.ayblog.com/wp-content/uploads/2013/09/Funny-Eid-ul-Azha-Bakra-Poem.jpg
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
Ateeqa Oont zibah karwati hai ![]()
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
http://www.friendskorner.com/forum/photopost/data/500/eid-bakra1.png
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
ishq mein sab jaaiz hai.....
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
chalo phir ho jao ready
http://www.pak101.com/funnypictures/Funny/2012/9/18/wadi_eid_qcnbz_Pak101(dot)com.jpg
Ishq me abhe imtihan or bhe hain ![]()
Ab hybrid ko oont kaisy bnain?
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
Ateeqa jadugarni aae gi to sab bana le gi
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
parwah nishtaa.....

bhaiyo, ab yeh idea Nawaz Shareef ko na de denaa varna is baar Eid par vo Shehbaz Shareef kii siyaasii qurbaanii de degaa
yaa phir
sarkaarii Kharche par Khaandaan ke har fard ke naam se $200,000 [each] kaa bakraa apne samdhii IsHaaque Daar se Khareed kar qurbaan kar degaa. ![]()
samdhii bhaye Finance MInister to phir Dar kaahe kaa? ![]()
Phir theek hy ly jain hybrid ko yahan sy eid k bad nazar na aye ![]()
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
parwah nishtaa.....
kabhi aap ko Ateeqa buri bhi lagi? kisi role main overacting karti hui.. Iqbal Kashmiri ki movies main gaanon pe naachne ki nakam koshish karte huwe, ya phir Musharraf jaise bande ki himayat karte huwe....

bohat say moqouN par lol....films kaa tou mention kiyaa thaa,kaafi bogus dramey bhi kiye hain....
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
bohat say moqouN par lol....films kaa tou mention kiyaa thaa,kaafi **bogus dramey **bhi kiye hain....
jaise ke?
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
jaise ke?
sochna paRein gai,erase kar diye thay memory sey...:psaarey private productions kay thay.....
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
kaafi hou gaya aaj atiqa atiqa,mein chala aag kaa dariya paRhney.....

kiya naam tha uski heroine ka Oomawati?

abhi sirf 50 pages tak paRha hai....
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
![]()
Re: dedicate to ~~aham ham ~~ from HYBRIDKAMAL
kia punjab husn se khali hy ![]()
apko koe ghr nhai milta jahan dish washing ker saken

naheeN ![]()