Hazir ho :bash:
kesi nay DM ko daikha hay to yaha par report karay jaldi jaldi
Re: Decent^Munda
Pata nahin kaha chalheiN gai...humne bhi kuch din pehle pm kia ta lekin kohi reply nahin aya:(
Re: Decent^Munda
IS bahi aap ko gs per sukoon acha nahi lag raha jo Dm ko bula rahey hain? :halo:
Re: Decent^Munda
Banchna aye haseeno… lo maiN aagya…
husan ka qatil husan ka dushman apni ye ada hai yara sub se juda…
![]()
![]()
Re: Decent^Munda
Decent Munday.... tusi ishi waqt hazir wo.. warn phir WAT lagay gee :D
Re: Decent^Munda
^^ actually pata ki karda penda hai… he’s gonna come bag with a bang… and flood for 800 posts til he gets his 10K
chaloo cheez hain apne D^M
Re: Decent^Munda
JI haan wo kambakhat batiji pata nahi kiss k sath bhaaag giee hay ![]()
kahi app nay to nahi bhagaya usay ![]()
Re: Decent^Munda
esi sukoon say to bachnay k lyiay bula raha hoon mai usay
coz aaj kal GS par sirf sukoon he sukoon hay ayr ab mai is sukooon say tang a gia hon ![]()
Re: Decent^Munda
kahi aap k wapis anay k gham mai to nahi bhaag giay ![]()
Re: Decent^Munda
lolz
wo to khair jab b atay hian esi eraday say atay hain k GS ka database crash karna hay ![]()
Re: Decent^Munda
lolz
ab mujay kia pata
kia aap ko pata hay ![]()
wesay is ka ik matlab yea b ho sakta hay k is munday ko Decenty cho kar b nahi guzri
Re: Decent^Munda
In mathematics you will read it as Decent to the power Munda ![]()
Re: Decent^Munda
but kesi dil jalay ke shakal mai daikh to phir is teer k sath blood k kuch dahbay b honay chiay ![]()
Re: Decent^Munda
drakula ka chachaa ![]()