Death...some questions

Re: Death…some questions

**par, kahte haiN k aulaad ka janaaza baap ke kandhoN pe dunyaa kaa sab se baRaa bojh hai…to apne vaalidai’n ke liye aisa kiuN?

are baba, murde kab saaNs lete haiN? lol…qabr ke Haalaat Allah hii jaane bas du’aa kare insaan hamesha k use Allah qabr ke 'azaab se maHfooz rakkhe aur uske liye Allah kii 'ibaadaat aur 'aamaal-e-swaaleHa kii zaroorat hai…lets do all we can to make our stay in the qabr a bearable / pleasant one…aameen :)**