Mairi sheen khala ko kiya ho gaya hay >--------->
In ki aankhain pakistan say wapsi par bhaingee ho gain hain…
Aur tou aur bandook main Goli aik daalti hain aur fire 4 karti hain …
Lagta hay inhoon nay Kaala jadoo seekh liay hay …
koi in ka Ilaaj karo
Re: Daykho tou …
Sadaf:
yeh laa ilaaj hai
Aisa mat kaho mairii khala k mustaqbil ka sawal hay
SheeN
February 17, 2007, 4:16pm
4
Re: Daykho tou …
haan muhjai khi mai deengi fever hoo gaiya tha:bummer:
fire 4 iss liyai kartee hoon kiu kai MOD has to be v efficient nah:blush:
Re: Daykho tou …
sadr bazaar main hakeem ''kala jadooo band kar" k paas lai jao .:halo: ..tumhari mushkil k hal ki kundly wohi nikaal sakain gai:chai:…
Re: Daykho tou …
deengi fever ki vajah say aap machcharoon ko bandook say maar rahi hain ..that’s unfair
Ziada efficiency na maro ..
Re: Daykho tou …
Kiya is tarah mairi khala ki aankhain theek ho jaingee ..aur woh bilawajah firing bhi naheen karaingee
SheeN
February 17, 2007, 4:24pm
8
Re: Daykho tou …
merai bhoot bhanjai ko bhi meree kitanai fikar hai:hayaa:
Re: Daykho tou …
aakhain kiya sab terha/ bhainga samaan jo tumhari aunti saath main lai kar dhoorti hain woh bi set ho jai ga:mudhosh:
…
Re: Daykho tou …
usko aapki naheen apni fikar hay ..yeh jo idher udher fire kar rahi haina…kaheen is ki zad main na aajaey
SheeN
February 17, 2007, 4:30pm
11
Re: Daykho tou …
lagta hai tumara bhi uder hi ilaaj hoo raha hai:p
Re: Daykho tou …
Lagta hay tum apni setting karva chukay ho
Re: Daykho tou …
me vely healthy boy ilaaje ki zaroorat nahi.. .
Re: Daykho tou …
nahi app k chotai bhai ko lai kar giya tha kuch paich tite karwanai k liye ..ab koi shakayat to nahi hai:chai:…
Re: Daykho tou …
yea ek technique hai ..ek goli se chaar baar fine kerna
Re: Daykho tou …
mairay nikkay praa … lagta hay tayray nutt bolt itnay tight ho ga’ey hain k tou apnay barray bhai ko naheen pahchaan raha ..tayra khoon sufaid ho gaya hay
Re: Daykho tou …
Mujhay bhi yeh technique sikhao na
Re: Daykho tou ...............
badboo phailana chahtai ho is thread main:o
Re: Daykho tou …
^Mainay tum par dabaa’o naheen daala
Re: Daykho tou …
loog purai din main itna wazan pait par nahi dhaaltai aur tum aik hi waqt main chaar chaar choornai ka record banana chahtai ho..how gud of u…
..