Dawat e islami aik aisi tehreek hai jo guzishta 27 saloun say quran or sunnat ki tableegh kar rahi hai jis ka madani pegham dunya k taqreeban 70 mumalik main pohanch chuka hai jo 40 say ziad shoboun main Quran o sunnat ki khidmat main masroof e amal hai jin main
1)Madani channel
2)Jamiatul Madina
3)Madrasatul Madina
4)Khudam ul masajid etc
chand aik shoba jat hain
Aye Qadam barhain or Dunya ki sab say bari islami tehreek ka hisa banain or apni jan or maal k sath Taawun farmain apni zakat,kheirat,sadqat,atiyat Dawateislami ko dijye Aur neiki k kamoun main hisa lijye Allah Azawajal ap ko dono jahan ki bhaliyan nasib farmae (Amin)
ap apni zakat,khairat,atiyat aur sadqat e nafila in account number per jama karwasaktein hain
Mcb cloth market branch
zakat,fitra,sadqa e wajiba Account number: 1000260
Nafli Sadaqat: 1000263
Branch Code 0063 Karachi Pakistan