dawat-e-aam

faqt directar sahab aur unke begum ke liye..:shikra:

Hum aap say darkhuwaast kartay hain ke aglay jummay aap hamaray mehal mai tashreef laye’ye.Hum ghareeb ka dil khush ho jae ga

ap ke tafreeh ke liye hum ne Russia say kaneez bulaai hai.:shikra:

Re: dawat-e-aam

:rotfl:

aap kitna acha boltay ho na :wink: :blush:

Re: dawat-e-aam

:shikra: aap tashreef le ayein .dawat to bas ek bahana tha .wo to aap ka dedaar karnay ko bohat man ho raha tha sweet-ara:shikra:

Re: dawat-e-aam

haye allah! sharam say tho mera burra haal ho gaya hai. aap itna bhi makhan tho naa lagayein na :blush: :layd: aur woh bhi public mai log kya sochein gay! :blush:

Re: dawat-e-aam

:shikra: yahan to hum dono akele hain sweet-ara. Ap ghabrayein na

Re: dawat-e-aam

admins aur sab dekh saktay hain na. apni awaaz ahista rakhein :blush:

Re: dawat-e-aam

oh haan.

aap ko pata hai na kay na woh na mai na jab aap ko dekhti hoon na tho aisay lagta hai jaisay mera dil kissi nay le liya hai. aap aisa na kiya karein na :layd:

hum abhi sipahi bhej ke unko kunwain main phikwa dete hain:shikra:

:shikra: Haye Allah, ab hum aap ko apna haal-e-dil kaisay batlayein
aap ka naam dil ke farhist pe sab say uper hai

ap ko dekh ke hamara dil chalangein marta hai sweet-ara:shikra:

Re: dawat-e-aam

agger aap russia say aam laatay to dawaat ka lutf aor andeez hota. :snooty:

Re: dawat-e-aam

i m coming :D