da’va-e-shahzaadii:
itnaa hai tum se pyaar mujhe, mere raazdaar
jitne k aasmaan pe taare haiN beshumaar!**
da’va-e-shahzaada:**
itnaa hai tum se pyaar mujhe, mere raazdaar
jitne k is zameen pe zarre haiN beshumaar!

Re: da’va-e-sabqat-e-Hubb
waah waah wwaaaahh ![]()
Re: da'va-e-sabqat-e-Hubb
baRe bare daawe
Re: da'va-e-sabqat-e-Hubb
Donon ko ginnay kay kaam per laga deytay hain :D
Re: da’va-e-sabqat-e-Hubb
good idea…vaise, ginte ginte yeh donoN buDDhe ho gaye to? phir yeh a’adaa o shumaar kis kaam ke? ![]()
Re: da'va-e-sabqat-e-Hubb
Donon ka kam az kam jhagra nahin hoga na
Re: da'va-e-sabqat-e-Hubb
^ haN, yeh to hai...buRhaaii meN da've sab dhare ke dhare rah jaate haiN, bas ajal kaa intizaar hotyaa hai! :)