Dastaan

Zamana bare ghor se sun raha tha

Hum so gaye dastaan kehte kehte:smokin:

Re: Dastaan

aaaaaaawwwwwww…kia detail meN sunaa rahaa thaa shaa’ir? are bhai, use short story sunaate na! :slight_smile:

vaise, agar story boring ho to aisaa hii hotaa hai…sunaane waalaa Khud hii bore ho ke so jaayaa kartaa hai…so, don’t take it at heart, shaa’ir saaHab! :smiley:

Re: Dastaan

Really
:smokin:
Mere khiyal mein jab koi apne gird logon ka hajoom deikh leta hai to woh bekadra hojata hai.

Re: Dastaan

Daastan thi ya Lori thi :hmmm:

Re: Dastaan

Baat to sahi hai lekin lori sunane wala hi so gaya:smokin: