Dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha

**Dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha
Dekha To Aik Dard Ka Dariya Qareeb Tha


Guzrey Jidhar Jidhar Se Tamanna K Qaafley
Her Her Qadam Pe Aik Nishaan-e-Saleeb Tha


Kuch Aysi Meherbaan Tou Na Thi Ham Pe Zindagi
Kyun Her Koi Jahaan Mein Hamara Raqeeb Tha


Apna Pata To Us Ne Diya Tha Mujhy “MOHSIN”
Main Khud Hi Kho Gaya Tou Ye Mera Naseeb Tha**

Re: Dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha

nice :k:

Re: Dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha

^ Thanks

Re: Dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha

very nice :k:

Re: Dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha

**
Apna Pata To Us Ne Diya Tha Mujhy “MOHSIN”
Main Khud Hi Kho Gaya Tou Ye Mera Naseeb Tha

zabardast :clap:**