Darya kinaray

kaho dukh k samandar ka safar ab tak raha kesa ???
kaha ujlay kinaray ka koee imkan dekha haii …
kaho darya kinarun say bhala kia guftago thahri ???
kaha darya ko apnay zabt pay heran dekha hai …
kaho kun kis lea khola hai tum nay dil ka darwaza???
bataya dil k rastun par koee mahman dekha haii …
khao us ishaq kii babat ’ bhala kia had rahii ho gii ???
kaha wo ishaq jesay rooh ka sartan dekha haiii …
khaooo us say becharnay kiii … tumhain manzoor ye ho ga ???
kaha jenay kii khawahis koo kabi qurban dekha haiii …
khaoo phir tum pay kia guzri wo khawab -e- zindagi khoo kar ???
kaha kal apnii ankhun ko buhat beyjan dekhahaii …

by kanwal shahab

Re: Darya kinaray

Nice Interview :k: :slight_smile:

Re: Darya kinaray

nice :k:

Re: Darya kinaray

v thanks 2 both of u

Re: Darya kinaray

Nice hai :)

Re: Darya kinaray

nice one!

Re: Darya kinaray

:k:

Re: Darya kinaray

achchi hai