Darya-e-Ashaq Chashm Say Jiss Aan Beh Giya......!!!

Darya-e-Ashaq Chashm Say Jiss aan Beh Giya
Sun Leejioo Key Arsh Ka Evaan Beh Giya

Zaahid Sharab Peenay Say Kafir Howa Main Kyun
Kiya Daairh(1-1/2) Chullu Panii Main Emaan Beh Giya

Yun Rooay Phut Phut Kay Paoon Kay Abblay
Naalaa Sa Ik Sooay Biyabaan Beh Giya

Kashtii Sawar-e-Umr Hun Behr-e-Fanaa Mein Main
Jiss Dum Baha Kay Lay Giya Toofaan Beh Giya

Tha Zauq Pehlay Dillii Main Punjab Ka Sa Husn
Par Abh Voh Panni Kehtay Hain Kay Multaan Beh Giya

I like the 2nd shair best :k:

Hmmmmmmmm…Thanks for liking:)

Re: Darya-e-Ashaq Chashm Say Jiss Aan Beh Giya......!!!

hmmm seems ok :)

Re: Darya-e-Ashaq Chashm Say Jiss Aan Beh Giya…!!!

nice :k:

Re: Darya-e-Ashaq Chashm Say Jiss Aan Beh Giya......!!!

waah khoob!

Re: Darya-e-Ashaq Chashm Say Jiss Aan Beh Giya......!!!

Kashtii Sawar-e-Umr Hun Behr-e-Fanaa Mein MainJiss Dum Baha Kay Lay Giya Toofaan Beh Giya

hmmmm? :aq:

Re: Darya-e-Ashaq Chashm Say Jiss Aan Beh Giya......!!!

v.good muddi...aagy jaarahy hu....maashaa allaah


Hmmmmmm Thank u:)

Thank u Sunny:)


Thank u muncho:)


:)

Hmmmmm iss liay cuz u selected the sharabi shair from the whole nazm:)

Thank u S786:)App key dua hai:)