Re: dard phail jaaey to
munah bhoooooot acha hai
:k:
Re: dard phail jaaey to
*BOhat Khoob :-) *
*Thanks for sharing :-) *
Re: dard phail jaaey to
Baat to sachi ki hey aap ney Berhi_Bee Good one :k:
Re: dard phail jaaey to
Derd phail jaye to
ik waqt ata hay
dil dherkta rehta hay
Arzad gazeedon kay hoslay nahi chaltay
dasht-e-bay yaqene main Asray nahi chaltay
raah-rooN ki Ankhoon main
munzilain na jub tuk hon qaaflay nahi chaltay
ik zara tawajuh say dekheye to khulta hay
loog in per chaltay hain rastay nahi chaltay
soochnay samjhnay say, sath sath chalnay say
Dooriyan smit-tee hain faslay nahi chaltay
Khuwab khuwab ankhoon main rut jugay nahi chaltay
Derguzar kay halqay main maslay nahi chaltay **
**Dol DilooN ki qurbat main Teesra nahi chalta
*Waastay nahi chaltay *
Bakht sath chalta hay, Taaley Aazmaoon k
Waqt raam kernay main , tajziyoon kay Daao kia?
Tujrubay nahi chaltay
Ishq kay ilaaqay main hukm-e-yaar chalta hay
Zaabtay nahi chaltay
Hussan ki aadalat main aajzee to chalte hay **
**Martabay nahi chaltay
Dostee kay rastooN ki perwerish Zaroore hay
ChahtooN ki mitti ko AarzooN kay pooday ko
Seenchna bhi perta hay
Ranjishoon ki baatooN ko bhoolna bhi perta hay
Re: dard phail jaaey to
Derd phail jaye to
ik waqt ata hay
dil dherkta rehta hay
Arzad gazeedon kay hoslay nahi chaltay
dasht-e-bay yaqene main Asray nahi chaltay
raah-rooN ki Aankhoon main
munzilain na jub tuk hon qaaflay nahi chaltay
ik zara tawajuh say dekheye to khulta hay
loog in per chaltay hain rastay nahi chaltay
soochnay samjhnay say, sath sath chalnay say
Dooriyan smit-tee hain faslay nahi chaltay
Khuwab khuwab ankhoon main rut jugay nahi chaltay
Derguzar kay halqay main maslay nahi chaltay **
**Dol DilooN ki qurbat main Teesra nahi chalta
*Waastay nahi chaltay *
Bakht sath chalta hay, Taaley Aazmaoon k
Waqt raam kernay main , tajziyoon kay Daao kia?
Tujrubay nahi chaltay
Ishq kay ilaaqay main hukm-e-yaar chalta hay
Zaabtay nahi chaltay
Hussan ki aadalat main aajzee to chalte hay **
**Martabay nahi chaltay
Dostee kay rastooN ki perwerish Zaroore hay
ChahtooN ki mitti ko AarzooN kay pooday ko
Seenchna bhi perta hay
Ranjishoon ki baatooN ko bhoolna bhi perta hay
Re: dard phail jaaey to
double post
Re: dard phail jaaey to
Very nice :k:
Re: dard phail jaaey to
Dosti kay rishton ki perwerish zaroori hay
Silsilay taluq k khud say ban tou jatay hain
Laikin in shagoofon ko tootnay, bikharnay say
Rokna bhi parta hay
Chahton ki mitti ko, aarzuon k poudon ko
Sainchna bhi parta hay
Ranjishon ki baaton ko
Bhoolna bhi parta hay
Dard phail jaay tou..........
Bohat khoob, one of my fav poem by AMJAD ISLAM AMJAD
Re: dard phail jaaey to
very very nice.....thnx for sharing....!
Re: dard phail jaaey to
nice one!!