~*~dard kii had se guzaranaa to abhii baaqii hai~*~

* dard kii had se guzaranaa to abhii baaqii hai TuuT kar meraa bikharanaa to abhii baaqii hai paas aake meraa dukh-dard baTaanevaale mujhase kataraa ke guzaranaa to abhii baaqii hai cha.nd shero.n me.n kahaa.N Dhalatii hai ehasaas kii aag Gam kaa ye rang nikharanaa to abhii baaqii hai rang-e-rusvaa_ii sahii shahar kii diivaaro.n par naam "saakii" kaa ubharanaa to abhii baaqii hai ___________

faslay ka haq use hasil tha us nay kar liya
mujhe say kab darkaar koi bhi vazahat usko thee
aik kohlana tornay kay vastay darkaar tha
ab mein samjaha, kis liye mere zarorat usko thee.

*

bohat aala Ghazal :flower1:

gr8 ghazal !

bohat zabardast :k::k:

kya baat hai GKK jee :)

*faslay ka haq use hasil tha us nay kar liya
mujhe say kab darkaar koi bhi vazahat usko thee
aik kohlana tornay kay vastay darkaar tha
ab mein samjaha, kis liye mere zarorat usko thee.
*

bahot khoob

Re: ~~dard kii had se guzaranaa to abhii baaqii hai~~

[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *

*

faslay ka haq use hasil tha us nay kar liya
mujhe say kab darkaar koi bhi vazahat usko thee
aik kohlana tornay kay vastay darkaar tha
ab mein samjaha, kis liye mere zarorat usko thee.

*
[/QUOTE]

really nice

[QUOTE]
faslay ka haq use hasil tha us nay kar liya
[faslay ka haq use hasil tha us nay kar liya
mujhe say kab darkaar koi bhi vazahat usko thee
aik kohlana tornay kay vastay darkaar tha
ab mein samjaha, kis liye mere zarorat usko thee.
[/QUOTE]

wah nice work !

dard kii had se guzaranaa to abhii baaqii hai
TuuT kar meraa bikharanaa to abhii baaqii hai
paas aake meraa dukh-dard baTaanevaale
mujhase kataraa ke guzaranaa to abhii baaqii hai
cha.nd shero.n me.n kahaa.N Dhalatii hai ehasaas kii aag
Gam kaa ye rang nikharanaa to abhii baaqii hai
rang-e-rusvaa_ii sahii shahar kii diivaaro.n par
naam "saakii" kaa ubharanaa to abhii baaqii hai

**
kiya baat hai aak aak lafz khoob kaha giya hai... bohat shukriya share karnay ka... Khush rahoo**

i know abhi baqi hai :p

tum milo geye haan milo geye dil ko mere itbaar hai.....;)

by the way nice bhuhat alla:D

Re: ~~dard kii had se guzaranaa to abhii baaqii hai~~

very nice indeed ..hmmm...

lamhay appi, Dagh bahia, Vivo, Guest 777, Piyari c Hina ( Welcome), Dilsay and nutz thanksa lot for liking:flower1:

MANAN------------yeh song ap kis ko suna rahay hain:halo:
waise thanks for liking:)

ata bahii------------welcome to poetry and to my thread:halo: :hug:
thanks :flower1:

**dard kii had se guzaranaa to abhii baaqii hai
TuuT kar meraa bikharanaa to abhii baaqii hai
paas aake meraa dukh-dard baTaanevaale
mujhase kataraa ke guzaranaa to abhii baaqii hai
cha.nd shero.n me.n kahaa.N Dhalatii hai ehasaas kii aag
Gam kaa ye rang nikharanaa to abhii baaqii hai
rang-e-rusvaa_ii sahii shahar kii diivaaro.n par
naam “saakii” kaa ubharanaa to abhii baaqii hai
** great :k:

badal --------thansk a lot for liking:flower1:

Beautiful thanks for sharing GKK jaanu.

nice ...Painful :(

shahid song ap ke leye hi :ahaa: hai ab ghussa na karna waise tum mein ye buri baat hai meri baat ka ghussa bhuhat jald karti hoo :stuck_out_tongue:

Bohat achi hai gkk.
Thank you for sharing :)

Queen, Bensih and wise guy bahii thnaks a lot for liking:flower1:

MANAN-----------aise baat nahi bus us din zara modd karab ha is liye tumhein kuch keh diya. thanks for the song:halo:

wow bohat kohbbbb sundar

I LOVE THIS POEM!!

dard kii had se guzaranaa to abhii baaqii hai
TuuT kar meraa bikharanaa to abhii baaqii hai

thanxxxxxxxxxxxxxxxxx to sh.

awesome :k: