Dard kay toofan dil main uthtay hain

Dard ke toofan dil mein uthtay hain
lamhay sadiyon ke tarah kat tay hain
hum mitana chahein jo kabhi
aap ke naksh kahan mittay hai
hamesha tanhaiyon ke majlis mein
humne aap ka intzaar kiya
aap ki khatir kambakht dil ne
dard ki simti gahraiyon se bhi piyar kiya

Re: Dard kay toofan dil main uthtay hain

nice one dani :)

Re: Dard kay toofan dil main uthtay hain

niceeeee

Re: Dard kay toofan dil main uthtay hain

Nice 1

Re: Dard kay toofan dil main uthtay hain

good one :)

Re: Dard kay toofan dil main uthtay hain

good1