Dard-e-Dil

Qissay teri nazar ne sunaaye na phir kabhi
Ham ne bhi daaGh dikhaaye na phir kabhi

Ai yaad-e-dost aaj tu jee bhar ke dil dukhaa
Shaayad ye raat hijr ki aaye na phir kabhi

Re: Dard-e-Dil

[QUOTE]
*Originally posted by Rhia: *
Qissay teri nazar ne sunaaye na phir kabhi
Ham ne bhi daaGh dikhaaye na phir kabhi

Ai yaad-e-dost aaj tu jee bhar ke dil dukhaa
Shaayad ye raat hijr ki aaye na phir kabhi
[/QUOTE]

Beautiful, Thanks for sharing Rhia.

Re: Dard-e-Dil

[QUOTE]
*Originally posted by Rhia: *
Qissay teri nazar ne sunaaye na phir kabhi
Ham ne bhi daaGh dikhaaye na phir kabhi

Ai yaad-e-dost aaj tu jee bhar ke dil dukhaa
Shaayad ye raat hijr ki aaye na phir kabhi
[/QUOTE]

Ya rasta mohabat ka
Ya rasta asa hai ka
Jis main hijar ke ratoon
Ka shumar nahi kiya ja sakta
Zindagee kay danoon say
Danoon kay lamhoon say
Lamhoon ke yadoon say
Dil kay taroon say
Hijar jur sa jata hai....

(by Dilsay)

very nice rhia

nice1:k: