na din ko sukoon hai shaakir
na raat ko sukoon hai
yeh kaisa humpe umar ishq ka junoon hai
jo rachaaye hai tune haath mehendi se
woh mehendi nahi hai mere dil ka khoon hai
acha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
acha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
acha sila diya tune mere pyar ka
mere pyaar waale sabhi phool murjhaaye
kaante hi khizaaon waale mere hisse a gaye
raas na aaya mujhe sapna bahaar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
acha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
acha sila diya tune mere pyar ka
ashkon ki maala mere gale pehenaake
khush hai woh ghar kisi aur ka basake
kar diya khoon dekho mere aitbaar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
acha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
acha sila diya tune mere pyar ka
raaz tere mar ke bhi hass ke uthaaye hai
askon ke moti teri yaad mein bahaaye hai
sun kabhi shor mere dil ki pukaar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
acha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
acha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
lucky apko ager raat ko sakoon nai aur din ko bhi sakoonnai to fir apko piaar ki takleef nai hai aaap raat ko khali pait soya karein....inshallah ap sai ho jayeinge.
lucky apko ager raat ko sakoon nai aur din ko bhi sakoonnai to fir apko piaar ki takleef nai hai aaap raat ko khali pait soya karein....inshallah ap sai ho jayeinge.